Ek chidya 💕 aur chida ki. story💖
------------------------------ ---------
ek din chidya boli mujhe chhod kr kabhi ud to nhi jaoge?🐦
chida ne kaha ud jaon to tum pakad Lena.
chidya ne kaha main tumhe pakad to sakti hun pr fir pa to nhi sakti. hun💕
yeh sun kr chida k aankho me aanso aagaye😢
aur usne apne pankh tod diye aur bola ab. hum hamesa sath rahenge.🐤🐤
lekin ek din jor. se tufaan aaya. chidya udne lagi tabhi chida bola tum ud jao main nhi ud nhi sakta !!
chidya:achchha apna khayal rakhna kah Kr ud gai..
jab tufaan thama aur chidya wapas ayi to usne dekha Ki chida mar"chuka tha
aur ek daali pr likha tha kaash"wo ek baar to kahti Ki me tumhe nhi chhod. sakti ..to sayad main tufaan aane se pahle nhi" Marta "
""
